Friday, May 29, 2009

AADAT - Kalyug Version - Atif Aslam

Juda hoke bhi tu mujhmein kahi baaki hai
even separated from me you're in me somewhere
palkon mein banke aansu tu chali aati hai
you come to me in the form of tears on my eyelashes
juda hoke bhi

eventhough we are seperated....

waise zinda hu zindagi bin tere main
I'm living/surviving somehow without you
dard hi dard baaki raha hai seene mein
only pain is left in my heart
saans lena bhar bhi yaha jeena nahi hain
even though I breathe I'm not really alive
ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein
but this way of living/surviving has become a habit now
juda hoke bhi tu mujhmein kahi baaki hai
palkon mein banke aansu tu chali aati hai

saath mere hain tu har pal shab ke andhere mein
you're with me every moment in the darkness of the night
paas mere hain tu har dam ujale savere mein
and in the morning's light
dil se dhadkan bhula dena aasan nahi hai
it's not easy to forget the heart's beats
ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein
but this way of living/surviving has become a habit now
juda hoke bhi tu mujhmein kahi baaki hai
palkon mein banke aansu tu chali aati hai

ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein


yeh jo yaadein hai
these memories
sabhi kaantein hai
are all thorns
katado inhe
cut them out

meetado inhe

erase them!
ab toh aadat si hai mujhko.....